Smallmegafan
Pilla Bewarse Username: Smallmegafan
Post Number: 60 Registered: 09-2005 Posted From: 203.197.169.20
| Posted on Thursday, December 01, 2005 - 12:16 am: | |
A bit long but worth reading Read this in Urdu slang, In Hyderabad we have our own little Johnny. His name is "HOWLA". His father is ambitious to educate 'HOWLA'. 'HOWLA' goes to school located in Afzalgunj. Its principal is educated in Urdu medium high school and claims that he passed tenth class! There is a school inspection the next day and the conversation is as follows : Teacher: Kal inispector ayinga. Kochchanaa(questions) puchinga. Sab achchaa padkey aau. Koi galath answer deengaa naa tho main uske pairaan thodtoom. HOWLA: Iski maakki. Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya kochchanaa puchta kathey? Teacher: Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera moo khola to gaaliaan aati. Tereku main absent nai daalthaum. Ghar pe baithkey gotiyaan khel. Tu school aayingaa to inispector ke saamney mere izzat ki biryaani karke khaaingaa tu. So our HOWLA is excited, goes home and tells his father that he is Not going to school the next day. Father: Yeah kyaa hai... ischool hai paan dabba? Gaand pe maartoom saale tu ischool nai gaya to. HOWLA: Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolke. Father: UskO akhal hai!? Begum suno! HOWLA ischool nai jayinga kathey kal. Agar ino ischool nai gaya to kaise padhinga? HOWLA, agar tu kal ischool nahin gaya naa, tere haathan pairaan thod daaltaum. So HOWLA cries and finally agrees to go to school. Next day at school, Teacher is very upset to see HOWLA back. Teacher: Arey teri maakki. Nakko aao bole to bhi kyun aaya re? HOWLA: Mera bava gaand phodtum bola ischool nai gaya to. Teacher: offo?! Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith aur inispector aya to chchup jaa. Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa meri noukri gaand lag jayingi. So HOWLA goes to sit in the last bench hiding behind a tall guy. Inspector comes for the visit. Inspector: Adaab...! Teacher: Adaab saab...!!! Bachey acha padrain saab. Kochchanaa puchey to answeraan yun bolte. Inspector: Abaa? Offo! Ithney kilever hai aapke bachchey? Achchaa, ek bahuth easy sawaal - - - Hamarey body mein sab se nazook cheez kaun si hai? Teacher: Arey Imtiyaz tu bata rey! Imtiyaz: Saab, Khaleja (HEART) saab. Inspector: Aisa! ..... woh kyun? Imtiyaz: Saab, khaleja hai to sab kuch hota. Agar woh gaya naa, kuch bhi nahin hota saab. Inspector: Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi? Teacher: Arey Akram, tu bata re. Akram: Saab bheja(Brain) saab..! Bhejey ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin rehta saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey, iscooter ku kick bhi nai maar sakthey saab. Inspector: Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke jaiseich answeraan bolrai naa!! In the meantime, HOWLA is trying very hard to hide but Inspector sees him. He thinks HOWLA is hiding because he does not know the answer. Inspector: Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka naam kya hai? Teacher: kaun saab? .......Woh! (iski bhain ki, kaiku dikhaa re tu) Woh HOWLA hai saab. Inspector: HOWLA? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai naamaan! HOWLA, woh lambu ke peechchey kaiku chchup raa tu? HOWLA: Saab main moo khola to teacher maaringa saab.> Inspector: Tereku yaa mereku?? Teacher: Arey kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye potta ekdam badmaash hai saab, jhoot bolraa. Abey HOWLA, answer maloom hain to bol, nai tho khaamoosh baith jaa mere baap, tere pau padthaum. HOWLA: Saab answer Gaand hai saab. Teacher: Allah!!! Ino moo khola meri gaand lag gayi re!!! Inspector: Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney aisaich baathaan karthey! Yeich sikhaaye tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan kaa answer hai re? HOWLA: Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai. Kaiku boletho wahaan pe dilli mein baamb phata....Yahan Hydrabad mein apni gaand phat thi.. Yahaan old city mein gadbadaan shuru hothey....wahaan new city mein sabki gaand phat thi gadbadaan wahaan phailtey kyaaki bolkey. Uttaa kyoon saab, main yeh answer bolraun naa, mere teacher ki gaand phatrai dekho! |